Saturday, January 17, 2009

ROZ EK SHER

तुम्हारे साथ रहकर
अक्सर मुझे लगा है
कि हम असमर्थताओं से नहीं
सम्भावनाओं से घिरे हैं,
हर दीवार में द्वार बन सकता है
और हर द्वार से पूरा का पूरा
पहाड़ गुज़र सकता है।


tumhaare saath rahkar
aksar mujhe lagaa hai
ki ham asamarthataaon se nahiin
sambhaavanaaon se ghire hain
har diivaar mein dvaar ban saktaa hai
aur har dvaar se puuraa kaa puraa
pahaad guzar saktaa hai


Living with you
I have often thought
that we are surrounded
not by incapabilities
but by possibilites.

A door can be built
through each wall
and through each door
an entire mountain can pass.


Poem contributed by Kirti Sandheliya

__________


Book of the day

MAHABHARATA OF VYASA
Sanskrit text + English translation
Eng. tr by M N Dutta
Edited with an Introduction by I C Sharma & O N Bimali
Set of 9 books
English
2008     250 x 190 mm     6000 pages in 9 volumes
Hardcover     Rs. 7000

No comments: