For my parents on their 53rd marriage anniversary
नहीं भूल पायेंगे आपका प्यार आपकी ममता
सलामत रखे ईश्वर आपकी मुहब्बत
- डॉ. अहमिन्द्र संग ऋचा
मनीष संग निरुपमा
दिव्या, सम्यक्, अमर्त्य
nahiin bhuul paayenge aapkaa pyaar aapkii mamataa
salaamat rakhe iishvar aapkii muhabbat
Dr. Ahamindra and Richa,
Manish and Nirupama
Divya, Samyak and Amartya
Thursday, January 12, 2006
ROZ EK SHER (Nek Salaah)
दुश्मनी जमकर करो लेकिन यह गुंजाइश रहे,
जब कभी हम दोस्त हो जायें तो शर्मिन्दा न हों
-बशीर बद्र्
dushmani jamkar karo lekin yeh gunjaish rahe
jab kabhi ham dost ho jayen to sharminda na ho
--Bashir Badr
जब कभी हम दोस्त हो जायें तो शर्मिन्दा न हों
-बशीर बद्र्
dushmani jamkar karo lekin yeh gunjaish rahe
jab kabhi ham dost ho jayen to sharminda na ho
--Bashir Badr
ROZ EK SHER
उनसे जो कहने गये थे फ़ैज़ जाँ सद्क़ा किये
अनकही ही रह गयी वो बात सब बातों के बाद
-फ़ैज़ अहमद फ़ैज़
unse jo kahne gaye the Faiz jan sadqa kiye
ankahi hi rah gayi vo baat sab baaton ke baad
--Faiz Ahmed Faiz
अनकही ही रह गयी वो बात सब बातों के बाद
-फ़ैज़ अहमद फ़ैज़
unse jo kahne gaye the Faiz jan sadqa kiye
ankahi hi rah gayi vo baat sab baaton ke baad
--Faiz Ahmed Faiz
ROZ EK SHER
काग़ज़ और क़लम शाहिद हैं,
लफ़्ज़ों की उम्मत झूठी है
आधी रात का तन्हा आँसू,
लफ़्ज़ों की उम्मत झूठी है
आधी रात का तन्हा आँसू,
पाक नहीं है आँखों में
-बशीर बद्र्
kaaghaz aur qalam shaahid hain, lafzo kee ummat jhoothee hai
aadhee raat ka tanha aansoo paak naheen hai aankhon me
--Bashir Badr
-बशीर बद्र्
kaaghaz aur qalam shaahid hain, lafzo kee ummat jhoothee hai
aadhee raat ka tanha aansoo paak naheen hai aankhon me
--Bashir Badr
ROZ EK SHER
कुछ तो मजबूरियाँ रही होंगी
यूं कोई बेवफ़ा नहीं होता
-बशीर बद्र्
kucch to majburiyaan rahi hongi
yu koi bevafaa naheen hota
--Bashir Badr
यूं कोई बेवफ़ा नहीं होता
-बशीर बद्र्
kucch to majburiyaan rahi hongi
yu koi bevafaa naheen hota
--Bashir Badr
ROZ EK SHER
बैठा किये थे झरोखे में हम तो और गुज़रा किया कारवाँ
ज़िन्दगी का हुआ क्या जो शामिल हुए ना सफ़र में
ज़िन्दगी का हुआ क्या जो शामिल हुए ना सफ़र में
हमारे तो घर पे सफ़र आ गया है
-चित्रा चतुर्वेदी
baitha kiye the jharokhe me hum to aur guzra kiya karvan zindagi ka
hua kya jo shamil hue na safar me hamare to ghar pe safar aa gaya hai
--Chitra Chaturvedi
-चित्रा चतुर्वेदी
baitha kiye the jharokhe me hum to aur guzra kiya karvan zindagi ka
hua kya jo shamil hue na safar me hamare to ghar pe safar aa gaya hai
--Chitra Chaturvedi
DILON KE RISHTE
aansu ke kaapte huey qatre me kaun hai?
sahmii nazar me kisko chhupaye huey hain aap?
sahmii nazar me kisko chhupaye huey hain aap?
DILON KE RISHTE
main to guruur-e-husn ka mara huun meharbaan
khulta nahiin ke kiske sataaye huey hain aap
khulta nahiin ke kiske sataaye huey hain aap
DILON KE RISHTE by Prem Dhavan
merii taraf to dekhiye, mujhse to boliye..
meraa hii raaz mujhse chhupaaye huey hain aap!
meraa hii raaz mujhse chhupaaye huey hain aap!
DILON KE RISHTE by Prem Dhavan
mile kaii hasiin sanam magar terii kamii rahii
tere hii rukh pe aaj tak nazar merii jamii rahii
tere hii rukh pe aaj tak nazar merii jamii rahii
Wednesday, January 11, 2006
DILON KE RISHTE
yeh kis ada se nazare jhukaaye huye hain aap?
shaayad shikast ishq se khaaye huye hain aap
shaayad shikast ishq se khaaye huye hain aap
Subscribe to:
Posts (Atom)